Khairilamal

Ba Taha Ba Yasin Lyrics English: Imam Mahdi Nasheed

// No comments:
Title: Ba Taha Ba Yasin
Category: Nasheed

Ba Taha Ba Yasin Lyrics Tejani Brothers

ba taha ba yasin lyrics imam mahdi nasheed
By Ta Ha, by Ya SIn, by the ascension of Ahmad

By Ghadr, by Kawthar, by Paradise, by Tree of Tooba

By the Holy Revelation that is Quran,

by the Torah of Moses and Gospel of Jesus

Let me be a King in my begging

a beggar amongst the beggars of Zahra (sa)

Abbas Na Lautey Noha Lyrics Ali Shanawar Ali Jee

What nights have passed that Zahra (as) has prayed

for us all to be Shia in love with the Master (as)

Serving this Family is the reason and purpose for our creation by Allah

Now that your direction and commander is clear, do not hesitate and be free like sea

That the world is not worth the loss of the hereafter

May we not be far from the SOn (as) of Zahra (as)

And this transient life, youth and the worldly pleasures, is not worth the regret of the next world

If you passionately seek to be his follower

If you earnestly attempt to be his follower

If you place your honour in front of his feet

La Ilaha Ill Allah Lyrics Shadman Raza

Surely, Surely you have earned the title of follower

How many Friday mornings did you not have rest and how much you were moved by Dua Nudbeh

Did you assist in removing the sorrow from his heart

Or did you increase the burden upon him like others

If you introduce one person to his cause

You become one of the leaders of his army

Did you cry from night to the raising of the sun?

How much do you miss to be by his side

Heart broken is your greatest reason

If you are restless know you are a true follower

And the outcome of this restlessness is Paradise

A Paradise were its pleasure is to gaze upon him

On Our Way Lyrics Tejani Brothers

The wind of Generosity and

the rain of Mercy has descended upon us

May you never close your heart to the sights so clear

Of those who sell Yousef (as) so easily and cheap in this dark era

O' Allah by the brighntness of Mahdi (as)

By the black distressed hair of Mahdi (as)

By the gracious heart which is and ocean of pain

By the eyes filled with tears of sorrow

By the lips warm with the saying of O' Ali, O' Ali

By his remembrance of his beloved Hassan and Hussain (as)

Why do we always keep saying and calling out Ya Ali

By his benevolent hand and compassionate look

By the hope in the eyes of the beggars of Mahdi (as)

By the supplication of his prayer

By the saying of "Glorious is Allah" of Mahdi (as)

By his electrifying look and his black birth mark

By the graceful perfume of the Mahdi (as)

By his beautiful ceremony of haj and his great and lofty position

By the Hejazi Quranic recitation of Mahdi (as)

By the morning of Iraq and his evening in Damascus and his love towards Khorasan

By the lovers who gave their life on his path

By the sweet intuition of the martyrs of Mahdi (as)

Make me permanently enthusiastic for him

May I sacrifice for his separation

Grant to this undeserving servant

Make me the companion, confidant, follower of his journeys towards Khorsan, Syria and Iraq

O' Mahdi (as), O' Mahdi (as), Assist me!


Qadam Barhta Rahy Ao Karbala Ki Taraf Lyrics Shadman Raza

// No comments:
Title: Qadam Barhta Rahy Karbala ki Taraf
Category: Noha
Reciter: Shadman Raza

Qadam Barhta Rahy Lyrics Shadman Raza Noha:

qadam barhtra rahy lyrics shadman raza noha
Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf

Labon py Ya HUssain ho, Labon py Ya Hussain ho
Labon py Ya Hussain ho  Aur Aankhen Askbaar




Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf



Sath lay kay Karbala k shair ka alam
ba wafa sipahi ki tarah uthay qadam
yazidiat ko rond do    barhy chalo barhy chalo
karbala mn jis tarah   barhy thy sheh kay jaan nisar

Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf


raah mein kharhay hain saf ba saf malayeka
un ko daikh daikh kar kahain gay marhaba
tum aza ka chain ho    zaayer e hussian ho
tum say milnay k liye hain anbia bhi bay qaraar

Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf








shah e deen fatima kay noor e ain ka
jis jaga py lut gaya tha ghar hussian ka
jahan py sar qalam hua, lahu mein tar alam hua
roi nanhi qabr khod k jahan py zulfiqaar

Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf



jis k betay ho gaye shaheed bay khata
run mein jis ki betion ki chhinn gai rida
jo dashy mein ujarh gai, hussian sy bicharh gai
O Ghareeb! Maan tmhara kar rahi hai intazar

Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf



Bhai k mazaar par bahan k sath sath
ro rahi hai bain kar k sari kayenaat
zameen sy ta ba aasman, hai aik matami samaan
ho gi har taraf hussain ya hussain ki pukaar

Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf



yad saray mominon ko dum badum rahy
karbala pahunch k har nigah khum rahy
har ik kaneez e fatima orh kar rakhy rida
ye rahy khayal tum hussain k ho sogwaar

Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf



khoon mein tar namaz parh k shah ny kaha
hai yehi baqaaye deen razaaye kibriaa
ho bar zameen e karbala namaz waqt par ada
dy ga sajda e hussain hi duaayen bay shumaar

Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf



har qadam ho maqsad e hussian ki taraf
barh rahay ho aakhirat k chain ki taraf
nazar mein gohar e aza, ho bss razaaye kibria
ho safar najaf sy karbala ka aaj yadgaar

Qadam Barhta Rahy, Qadam Barhta Rahy
Qadam Barhta Rahy, Aao Karbala ki Taraf

Sachay Azadar Raho Lyrics Hashim Sisters

// No comments:
Title: Sachay Azadar Raho
Category: Noha 
Reciter: Hashim Sisters
Year: 2015

Sachay Azadar Raho Lyrics Hashim Sisters

sachay azadar raho lyrics hashim sisters noha
Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho




Sachay Azadar Raho Noha Lyrics Hashim Sisters



Ay Azadaro! Hai Zahra ki Dua Farsh e Azaa
Yeh Musalla hai Musalla e Aza Farsh e Aza
Is ka har Lehza Adab karnay py tyar raho
Is ki Taqdees ki Khatir Sadaa Hushyaar Raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho



Yahan rotay huye Saqqaany Jinaan aatay hain
Farsh e Majlis py Shehenshah e Zaman atay hain
Tum ko Lazim hai kay Ghaafil na ho baidar raho
Marzi e Sheh ky har ik Lamha Talab Gaar raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho




Sachay Azadar Raho Lyrics



Jo Amal karny py tayaar nahi ho sakta
Wo Sha'hy Deen ka Azadaar nahi ho sakta
Chahtay ho ky jo Bay Misl Azadar raho
Misl e Shabbir namazon py bhi tayaar raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho



Yeh namazon ki sada aati hai kaanon mein meray
chahti hon k ada mujh ko azadar karen
na faqat naam ky hi sheh k taraf daar raho
in ki seerat py amal karnay py tayaar raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho



Matami soch k yeh farsh e aza tak jaye
yahan maola bhi hain ashkon ko bahaany aaye
jaa namazon ki tarah is k talab gaar raho
hujjat e asr k tum taalib e deedar raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho



Ba Khuda is azadari ki hain bani zainab
Hazrat e Fatima Zahra ki hain Saani Zainab
Jaisy sajjad thy tum wesay azadar raho
Karbala yad rahy har gharhi gham Khuwaar raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho



Poocha Abid sy Kahan Zulm Zyada Toota
Cheekh kar Syed e Saajid nay ba Shaam kaha
Ay Azadaro! yeh woh Gham hai ky Khoon Baar Raho
Tum bhi Abid ki tarah Ashkon sy Sarshaar raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho



Bay adab koi bhi is farse e aza tak jaye
Mehz ik Rasm Samajh kar na yahan tak aaye
Pehly Pakeezgi e nafs py tayaar raho
Dy Dua Zahra tumhein Sahib e Kirdaar raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho



Gaye Abbas to Zainab ka yehi noha tha
Haaye ab kon bachaye ga hamara parda
hai yehi bibi ka paigham khabar daar raho
apni maan behno k parda k nighe daar raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho



qalb ki hai ye sada noha jo Majid ny Likha
Maaham o Adiya o Saniya dy do yeh sada
Deen ky Wastay tum Saaya e Deewar raho
Aur agar waqt jo Parh jaye to Mukhtar raho

Sachay Azadar Raho, Sachar Azadar raho
Sachar Azadar raho

Akbar ny Kaha Zakham Lyrics Shadman Raza

// No comments:
Title: Akbar ny kaha Zakhm
Category: Noha
Reciter: Shadman Raza

Complete Lyrics Akbar ny Kaha Zakhm Shadman Raza


akbar ny kaha zakhm noha lyrics shadman raza
Akbar nay kaha Zakham kalaijay ka chupa do
Ammaan meri jeeti ho to ik baar mila do

amman ny ye farmaaya tha ghar laot kay ana
is Chaand si soorat ko main phir sy dikhana
na khak basar un ka pisar ho gya baba
chehra to mera khoon mein tar ho gya baba

Akbar nay kaha Zakhm kalejy ka chupa do
Ammaan meri jeeti ho to ik bar mila do



Akbar Ny Kaha Zakham Kalaijy Ka Chupa Do Noha Lyrics Shadman Raza




behtar hai chupa den meray seenay k nishan ko
haalan k khabar mil gai ho gi meri maan ko
kehna k hai bay haal yeh beemar tumhara
karnay ko chala laya hai deedar tumhara

Akbar ny kaha Zakhamm kalaijy ka chupaa do
Amman meri jeeti ho to ik bar mila do

amman ny barhay naazon sy sadqa bhi utaara
doolha ki tarah sy humen naazon sy sambhala
akbar ny koi tum py musibat khuda laye
ay Laal! tumhen run sy salamat khuda laye

Akbar nay kaha Zakhm kalaijay ka chupaa do
Amman meri jeeti ho to ik baar mila do






baba ye mera khoon to kapron sy hataa do
acha to mujhy doosri poshaak pehna do
ghaltaan mujhy dekhain gi agr khoon k wazuu mein
keh dain gi meray doodh ki khushboo hai lahoo mein

Akbar nay kaha Zakham kalaijay ka chupa do
Amman meri jeeti ho to ik bar mila do

dum hathon mein dy jata hai jub goad ka pala
phir zinda nahi rehti hai woh maan shah e baala
yeh baar garaan hai meray maola nahi uthta
maon sy jawaan betay ka sadma nahi uthta

Akbar ny kaha Zakham kalaijay ka chupaa do
Amman meri jeeti ho to ik bar mila do


ghar janay ki halat to nahi aisi hamari
woh zakhm lga kaari k dum lena hai bhaari
sar ooncha kiya aap ka batlaaun ga baba
amman k qadam choomny ghar jaoon ga baba

Akbar ny kaha Zakhmm kalaijay ka chupaa do
Amman meri jeeti ho to ik bar mila do

kehna k pisar aap ny shabbir py waara
maqbool kry aap ki qurbani ko Zahra
amman ho mubarik yeh barha kam hua hai
Zahra ki kaneezon mein tera naam hua hai

Akbar ny kaha Zakhm kalaijay ka chupaa do
Amman meri jeeti ho to ik bar mila do



Laila k jawaan Laal ka Ay Shadmaan Naoha
Taeed e Hussaini sy Raza ap ny likha
Allah har majlis mein barha josh fughaan hai
Matlab k yahan aur bhi ik marsia khuwaan hai

Akbar ny kaha Zakhmm kalaijay ka chupa do
Amman meri jeeti ho to ik bar mila do


Abbas Bachao Mujhy Aa Kar Noha Lyrics in Urdu & English Tejani Brothers

// No comments:
abbas bachao mujhy noha lyrics tejani bros
Complete noha Lyrics of Tejani Brothers Noha Abbas Bachao Mujhy Aa Kar. The noha lyrics (noha writeups) are written in urdu and english. Remember me in your prayers.


Abbas Bachao Mujhy Aa Kar Noha Lyrics in English



Zainab yeh sada deti thi ro kar
Abbas bachawo mujhay aa kar


Sub jal gaye hain khaimay hamaray
aur dhal gaya sooraj, hai andhera
sub beebian chillati hain ban mein
naizay say rida chintay hain aahdaa
kis ko main pukaroon ay biradar
Abbas bachao mujhay aa kar


Abbas Bachao Mujhy Aa Kar Noha Lyrics Tejani Brothers



Bikhray huye hain Aal e Muhammad
Main dhundti hoon us ko kahaan hai
shoalon mein hai dooba hus khaima
Sajjad mera ghash mein wahaan hai
kaisay main nikaloon usay ja kar
Abbas bachao mujhay aa kar

main lut gai hon ay meray bhaiaa
koi nahi main reh gai tanha
bhai ka kabhi baitay ka lasha
kis ka main ny lasha nahi dekha
barbaaad hua mera baradar
Abbas bachawo mujhay aa kar

kya suntay ho ay meray baradar
lab py jo sakina ka hai noha
daman bhi jala hai aur gohar
zalim ny meray kaanon sy cheena
khaati hon tamanchay haaye munh par
Abbas bachawo mujhay aa kar





ashkon sy hain ye aankhein meri namm
sailaab hai dil sehh k sabhi ghumm
main kis k liye ashk bahaaoon
kis kis ka karon ja k main matam
lashay main ny dekhay hain bahattar
abbas bachao mujhay aa kar

sehmay gaye hian chotay sy bachay
sub beebian khamosh hain bethi
sub k liye bun kar main sahara
pehray py main aai hon akeli
tooti hui barchi ko pakarh kar
Abbas bachawo mujhay aa kar

milnay ko mujhay aaya hai baba
kya guzri hai main kaisay bataoon
sub daagh e jigar sy kahin barh kar
sharminda hoon munh kaisy dikhaoon
chadar jo nahi hai meray sar par
abbas bachawo mujhay aa kar

karbal sy chalay sham ki jaanib
kis haal mein sajjad muhaari
gardan mein bndhaa taoq e salaasil
paon mein thy jakrhay haaye bairhi
tha bus yehi beemar k lab par
abbas bachao mujhay aa kar

rastay mein jo aai ho rukawat
mushkil jo kabhi hum ko hai aai
hoti hain pareshaanian sab hal
hamara aqeeda hai tejani
jub bhi ho sada apni zubaan par
abbas bachawo mujhay aa kar

Zainab yeh sada deti thi ro kar
Abbas bachao mujhay aa kar

Abbas Bachao Mujhy Aa Kar Noha Lyrics in Urdu


زینب یہ صدا دیتی تھی رو کر
عباس بچاو مجھے آ کر

سب جل گئے ہیں خیمے ہمارے
اور ڈھل گیا سورج ہے اندھیرا
سب بیبیاں چلاتی ہیں بن میں
نیزے سے ردا چھنتے ہیں اعدا
کس کو میں پکاروں اے برادر
عباس بچاو مجھے آ کر

بکھرے ہوے ہیں آل محمد
میں ڈھونڈتی ہوں اس کو کہاں ہے
شعلوں میں ہے ڈوبا ہوا خیمہ
سجاد میرا غش میں وہاں ہے
کیسے میں نکالوں اسے جا کر
عباس بچاو مجھے آ کر


میں لٹ گئی ہوں اے میرے بھیا
کوی نہیں میں رہ گئی تنہا
بھای کا کبھی بیٹے کا لاشہ
کس کا میں نے لاشہ نہیں دیکھا
برباد ہوا میرا برادر
عباس بچاو مجھے آ کر

کیا سنتے ہو ای میرے برادر
لب پہ جو سکینہ کا ہے نوحہ
دامن بھی جلا ہے اور گوہر
ظالم نے میرے کانوں سے چھینا
کھاتی ہوں تمانچے ہاے منہ پر
عباس بچاو مجھے آ کر

اشکوں سے ہیں یہ آنکھیں میری نم
سیلاب ہے دل سہہ کے سبھی غم
میں کس کے لیے اشک بہاوں
کس کس کا کروں جا کے میں ماتم
لاشے میں نے دیکھے ہیں بہتر 72
عباس بچاو مجھے آ کر


سہمے ہوے ہیں چھوٹے سے بچے
سب بیبیاں خاموش ہیں بیٹھی
سب کیلے بب کر میں سہارا
پہرے پہ میں آی ہوں اکیلی
ٹوٹی ہوی برچھی کو پکڑ کر
عباس بچاو مجھے آ کر

ملنے کو مجھے آیا ہے بابا
کیا گزری ہے میں کیسے بتاوں
سب داغ جگر سے کہیں بڑھ کر
شرمندہ ہوں منہ کیسے دکھاوں
چادر جو نہیں ہے میرے سر پر
عباس بچاو مجھے آ کر

کربل سے چلے شام کی جانب
کس حال میں سجاد مہاری
گردن میں بندھا طوق سلاسل
پاوں میں تھے جکڑے ہاے بیڑی
تھا بس یہی بیمار کے لب پر
عباس بچاو مجھے آ کر


رستے میں جو آی ہو رکاوٹ
مشکل جو ک ھی ہم کو ہے آی
ہوتی ہیں پریشانیاں سب حل
ہمارا عقیدہ ہے تیجانی
جب بھی ہو صدا اپنی زباں پر
عباس بچاو مجھے آ کر

زینب یہ صدا دیتی تھی رو کر
عباس بچاو مجھے آ کر

Guzregi Kaisy Zainab Noha Lyrics in Urdu & English Tejani Brothers

// No comments:

Complete noha Lyrics of Tejani Brothers Noha Guzregi Kaisy Zainab. The noha lyrics (noha writeups) are written in urdu and english. Remember me in your prayers.



Guzregi Kaisy Zainab Noha Lyrics in English

lyrics guzregi kaise zainab tejani bros
 aa gya hai karwan bazar e sham

guzren gi kaisy zainab bazaar e sham sy
waqif nahi hain bibi palwaaye aam sy

ahmad ki hain nawasian sajjad keh rahy hain
salaar qaafla jo so zakhm seh rahy hain
logo na maro pathar har ik maqaam sy
guzren gi kaisy zainab bazaar e sham sy



Guzregi Kaisy Zainab Bazar e Sham Sy Noha Lyrics Tejani Brothers



jis ko salam khud hi allah kar rahy hain
us bibion py zaalim yeh zulm dha rahy hain
mehroom kar diya hai un ko salam sy
guzren gi kaisy zainab bazaar e sham sy

sham e ghareeban mein zainab bun gai thi ghazi
hai aj tk imamat baqi zakaat un ki
abid ko ja k lai jalty khayam sy
guzren gi kaisy zainab bazaar e sham sy

zahra ki sani zainab bazaar mein kharhi hain
chadar nahi hai sar py ghairat bhi ro rahi hain
hain hath aur gardan bandhay lagaam sy
guzren gi kaisy zainab bazaar e sham sy

nok e sinaan py naatiq quraan parh raha hai
aur sub ko ye khabar hai wo haq py ba khuda hai
aandhay huye hain zaalim bs ik inaam sy
guzren gi kaisy zainab bazaar e sham sy





darbar mein hai ik sar jo khoon ro raha hai
sharminda hai wo ghazi dekha jo marhala hai
zaalim ny jo bulaya zainab ko naam sy
guzren gi kaisy zainab bazaar e sham sy


zainab ny yeh dikhaya haider ki hoon main beti
alfaaz aur zubaan yeh hain zulfiqaar meri
palta di woh hukoomat apnay kalaam sy
guzren gi kaisy zainab bazaar e sham sy

sajjad haaye ghum mn chalees saal roya
zainab phiri tejani dar dar jo sar barehna
tha umr bhar ye noha qalb e imam sy
guzren gi kaisy zainab bazaar e sham sy

Guzregi Kaisy Zainab Noha Lyrics in Urdu

آ گیا ہے کاروان بازار شام

گزریں گی کیسے زینب بازار شام سے
واقف نہیں ہیں بی بی پلواے عام سے

احمد کی ہیں نواسیاں سجاد کہہ رہے ہیں
سالار قافلہ جو سو زخم سہہ رہے ہیں
لوگو نہ مارو پتھر ہر اک مقام سے
گزریں گی کیسے زینب بازار شام سے

جس کو سلام خود ہی اللہ کر رہے ہیں
اس بیبیوں پہ ظالم یہ ظلم کر رہے ہیں
محروم کر دیا ہے ان کو سلام سے
گزریں گی کیسے زینب بازار شام سے

شام غریباں میں زینب بن گئی تھی غازی
ہے آج تک امامت باقی زکواتہ ان کی
عابد کو جا کے کائی جلتے خیام سے
گزریں گی کیسے زینب بازار شام سے


زہرا کی ثانی زینب بازار میں کھڑی ہیں
چادر نہیں ہے سر پہ غیرت بھی رو رہی ہے
ہیں ہاتھ اور گردن باندھے لگام سے
گزریں گی کیسے زینب بازار شام سے

نوک سناں پہ ناطق قرآن پڑھ رہا ہے
اور سب کو یہ خبر ہے وہ حق پہ بخدا ہے
اندھے ہوے ہیں ظالم بس اک انعام سے
گزریں گی کیسے زینب بازار شام سے

دربار میں ہے اک سر جو خون رو رہا ہے
شرمندہ ہے وہ غازی دیکھا جو مرحلہ ہے
ظالم نے جو بلایا زینب کو نام سے
گزریں گی کیسے زینب بازار شام سے


زینب نے یہ سکھایا حیدر کی ہوں میں بیٹی
الفاظ اور زبان یہ ہیں ذوالفقار میری
پلٹا دی وہ حکومت اپنے کلام سے
گزریں گی کیسے زینب بازار شام سے

سجاد ہاے غم میں چالیس سال روے
زینب پھری تخجانی در در جو سر برہنہ
تھا عمر بھر یہی نوحہ قلب امام سے
گزریں گی کیسے زینب بازار شام سے

Abbas Alam Tera Maqtal sy Aa Raha Hai Noha Lyrics in Urdu & English Tejani Brothers

// 1 comment:
Complete noha Lyrics of Tejani Brothers Noha Abbas Alam Tera Maqtal sy Aa Raha Hai. The noha lyrics (noha writeups) are written in urdu and english. Remember me in your prayers.

abbas alam tera lyrics tejani bros

Abbas Alam Tera Maqtal sy Aa Raha Hai Noha Lyrics in English

Complete lyrics of Abbas Alam Tera Maqtal sy Aa Raha Hai Tejani Brothers Noha writeups in urdu and english.Abbas Alam Tera Maqtal sy Aa raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai



Abbas Alam Tera Maqtal Sy Aa Raha Hai Noha Lyrics Tejani Brothers


Yeh Alam Hussainiat ki Pehchan hai karaata
yeh hi yazidiat ki hai farq ko batata
koi choomta hai aa kar,
koi jhula raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai (2)

Jazba Ali ka tu nay is tarah sy dikhaya
laakhon k samnay tu nay is tarah sy dikhaya
Abbas apny khoon sy
Maqtal saja raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai (2)

Bardasht kar na paaya bachon ki woh sadaayen
thi bas yehi tamanna khaimon mein paani laaye
mashkeeza bazoo'on kay, mashkeeza bazoo'on kay
badlay bacha raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai (2)

Jaisay Alam gira tha, Wesay giri Sakina
Pani main zindagi bhai maangun gi ab kabhi naa
ab pani ka tasawur,
mujh ko rula raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai (2)






bazo to kat chukay hain, kaisay sambhal sakay ga
ghorhay kay zeen sy ab kis tarah sy giray ga
Abbas apny munh py
Raiti py aa raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai (2)

Duniya nay nahi dekhi kabhi aisi wafadari
Bay Taigh larh kay jis ka sar sy hai khoon jaari
Shabbir kay liye wo
Bazoo kata raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai (2)


Itni Ajeeb hai yeh Ghazi ki wafadari
Dariya ko Qabza kar kay Lab py na laya pani
Abbas Tum sy Baaqi
Naam e Wafa Raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai (2)


Aankhen taras rahi hain poori karo ye haajat
hum ko bulao ghazi aa ky karain ziarat
hum door hain ye apnay
dil ko sata raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai (2)

kya martaba hai tera socho zara tejani
pani na laya lab par laikin abhi bhi pani
Ghazi tumharay pairon
ko dhoondhta raha hai
Abbas Alam Tera maqtal sy aa raha hai (2)

Abbas Alam Tera Maqtal sy Aa Raha Hai Noha Lyrics in Urdu

عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے

عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے

یہ علم حسینیت کی پہچان ہے کراتا
یہ ہی یزیدیت کے ہے فرق کو بتاتا
کوی چومتا ہے آکر، کوی جھلا رہا ہے
عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے

جذبہ علی کا تو نے اس طرح سے دکھایا
لاکھوں کے سامنے تو نے اس طرح سے دکھایا
عباس اپنے خوں سے مقتل سجا رہا ہے
عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے


برداشت کر نہ پایا بچوں کی وہ صدائیں
تھی بس یہی تمنا خیموں میں پانی لاے
مشکیزہ بازووں کے بدلے بچا رہا ہے
عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے

جیسے علم گرا تھا ویسے گری سکینہ
پانی میں زندگی بھر مانگوں گی اب کبھی نا
اب پانی کا تصور مجھ کو رلا رہا ہے
عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے

بازو تو کٹ چکے ہیں کیسے سنبھل سکے گا
گھوڑے کی زیں سے اب کس طرح سے گرے گا
عباس اپنے منہ پہ ریتی پہ آ رہا ہے
عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے

دنیا نے نہیں دیکھی کبھی ایسی وفاداری
بے تیغ لڑ کے جس کا سر سے ہے خون جاری
شبیر کیلے وہ بازو کٹا رہا ہے
عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے


اتنی عجیب ہے یہ غازی کی وفاداری
دریا کو قبضہ کر کے لب پہ نہ لایا پانی
عباس تم سے باقی نام وفا رہا ہے
عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے

آنکھیں ترس رہی ہیں پوری کرو یہ حاجت
ہم کو بلاو غازی آ کے کریں زیارت
ہم دور ہیں یہ اپنے دل کو ستا رہا ہے
عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے

کیا مرتبہ ہے تیرا سوچو ذرا تیجانی
پانی نہ لایا لب پر لیکن ابھی بھی پانی
غازی تمھارے پیروں کو ڈھونڈتا رہا ہے
عباس علم تیرا مقتل سے آ رہا ہے

Hamara Hussain Tumhara Hussain Noha Lyrics in Urdu & English Tejani Brothers

// No comments:

hamara hussain tumhara hussain lyrics tejani brothers noha
Complete noha Lyrics of Tejani Brothers Noha Hamara Hussain Tumhara Hussain. The noha lyrics (noha writeups) are written in urdu and english. Remember me in your prayers.


Hamara Hussain Tumhara Hussain Noha Lyrics in English

Hussain Deen Panaah, Hussain Shehanshah
Hussain Bay Khataa, Hussain Baadshah
Hamara Hussain, Tumhara Hussain
Hamara Hussain, Tumhara Hussain

Hamara Hussain, Tumhara Hussain
Har Ik Qaom ny ye Pukara Hussain
Hamara Hussain, Tumhara Hussain
Har Ik Qaom ny ye Pukara Hussain






Ay Maola Mere Hai Waada Yehi
Nahi Ruk Saky Ga Matam Kabhi
Yeh Jaan Deny ko bhi tayaar hain
Hamaray liye hai yeh zindagi
shehar sy shehar, gali sy gali
rahy ta qayamat aza hai teri

hamara hussain, tumhara hussain
har ik qaom ny ye pukara hussain



Hussainun nasheedun bi kullil lughaat
Wa misbaahul huda wa sirrun najaat
Wa ramzol butoolati wa tadhiyaat
Wa sarkhatu haqqin tahuzzut Tughaat
Qurbaanul ilaah, allahujtabaa
Bakathul ardu wa hattas-samaa

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain







Surkh roo ishq-e-gayoor az Khoon-e-oo
Shukiye in misra’ az mazmoon-e-oo
Musa o Firaun wa Shabbir o Yazid
In do quwwāt - az Hayāt āyad padid.
Zindeh haqh az quwwat-e-Shabbir ist
Bātil ākher dāgh-e-hasrat mir ist

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain



Throughout every age you are so unique
No-one’s ever faced an instance so bleak
You were left alone to face destiny
In fact so incredible was your feat
Your name has been etched, into history
You will be remembered for that greatest deed

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain



Hussain zindabad yazid murdabad
Aa taqat hussain ni sajda ni che
Ay payghaam qur’a(n) maa didhelo che
Aa parwarish bibi zahra ni che
Hussain nu aa gham hamesha rese
Hamesha maate baqi rehwanu che

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain



Azae Hussain jo mojizo
Qayamat sudhi zinda renjo ai
Je khaak mare bimari ne bala
Thi bachainto hi khaak Hussain jo ai
Aza thi mileto paanke sukoon
Matam hi zindagi jo hoslo ai

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain



wewe ni mongwozi wa deeni yethu,
wewe ni shahidi m’koo hussain
umme fundisha njia kwa mungu,
peleka salaamu dyu ya hussain,
mwanzo ni hussain, mwisho ni hussain,
na keela dakika hussain ya hussain

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain



L'appel de Hussayn résonne dans nos âmes
Elle embrase le coeur des gens de mille flammes
Ce miracle restera vivant
A travers le monde jusqu'à la fin des temps
Que cette élégie, Vous donne cette envie
De pleurer Hussayn et sa famille bénie

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain



Fizaaon mein hai yeh ab bhi nida
jo Hal Min ki Karbal mein goonji sada
tejani yehi hai is ka sabab
K har ik zubaan mein hai baaqi aza
hai dil mein jala yeh aisa diya
kabhi bujh na paaye ga jo ba khuda

hamara hussain, tumhara hussain
har ik qaom ny ye pukara hussain

Hamara Hussain Tumhara Hussain Noha Lyrics in Urdu

حسین دیں پناہ حسین شہنشاہ
حسین بے خطا حسین بادشاہ
ہمارا حسین تمھارا حسین
ہمارا حسین، تمھارا حسین

ہمارا حسین تمھارا حسین
ہر اک قوم نے یہ پکارا حسین

اے مولا میرے ہے وعدہ یہی
نہیں رک سکے گا ماتم کبھی
یہ جاں دینے کو بھی تیار ہیں
ہمارے لیے ہے یہ زندگی
شہر سے شہر گلی سے گلی
رہے تا قیامت عزا یہ تیری

ہمارا حسین تمھارا حسین
ہر اک قوم نے یہ پکارا حسین



فضاوں میں ہے یہ اب بھی صدا
جو ہل من کی کربل میں گونجی صدا
تیجانی یہی ہے اس کا سبب
کہ ہر اک زباں میں ہے باقی عزا
ہے دل میں جپا یہ ایسا دیا
کبھی بجھ نہ پاے گا جو با خدا

ہمارا حسین تمھارا حسین
ہر اک قوم نے یہ پکارا حسین

94 Laqabs of Imamat of Ali Ibn Abi Talib (AS)

// No comments:

94 names of Abu al Aaima, Abu Turab, the Wasi of Rasool Allah SAW Imam Ali (AS)
Imam ul Mutaqeen
Imam ul Muslimeen
Imam ul Aarifeen
Imam ul Waasileen
Imam ul Maohideen
Imam ul Mohaqeqeen
Imam ul Saaliqeen
Imam ul Mohsineen
Imam ul Saadiqeen
Imam ul Awwaleen
Imam ul Aalameen

Hum Ahl e Aza Karb o Bala Yaad Karen Gy Lyrics Ali Safdar
Imam ul Muta'abbedeen
Imam ul Saabiqeen
Imam ul Masbooqeen
Imam ul Makhlooqeen
Imam ul Aadileen
Imam ul Masoomeen
Imam ul Murshideen
Imam ul Mubashireen
Imam ul Munzireen
Imam ul Muqsiteen
Imam ul Aashiqeen
Imam ul Muqarribeen
Imam ul Rashideen
Imam ul Mutawaqqileen
Imam ul Shahideen

Mein Qadam Aagy Barhaun Lyrics Tejani Brothers
Imam ul Mutawaqqeleen
Imam ul Taahireen
Imam ul Mubaarizeen
Imam ul Muazzimeen
Imam ul Ajwadeen
Imam ul Qaary'een
Imam ul Maalikeen
Imam ul Mufliheen
Imam ul Raaki'een
Imam ul Saajideen
Imam ul Haakimeen
Imam ul Muta'akhireen
Imam ul Muhibbeen
Imam ul Raasikheen

Abbas e Alamdar Lyrics Tejani Brothers

Imam ul Waasifeen
Imam ul Khaashieen
Imam ul Mukabbireen
Imam ul Muta'aaleen
Imam ul Muqaddiseen
Imam ul Afsaheen
Imam ul Baazileen
Imam ul Mukammileen
Imam ul Kaamileen
Imam ul Haafizeen
Imam ul Mushfi'een
Imam ul Mukarrameen
Imam ul Qaaniteen
Imam ul Muhaajireen
Imam ul Shahideen
Imam ul Muta'hireen
Imam ul Makhdoomeen
Imam ul Saamiteen
Imam ul Raafi'een
Imam ul Att'hareen
Imam ul Aimma
Imam ul Mulhimeen
Imam ul Muqaatileen
Imam ul Ashjaeen
Imam ul Ahlameen
Imam ul Aamineen
Imam ul Zaki'een
Imam ul Aora'een
Imam ul Mujtahideen
Imam ul Aamireen
Imam ul Mujahideen
Imam ul Khateebeen
Imam ul Mutee'een
Imam ul Mubarri'een
Imam ul Muqaarineen
Imam ul Khaazi'een
Imam ul Afzaleen
Imam ul Ghalibeen
Imam ul Mukhaiiereen
Imam ul Mutaqaddemeen
Imam ul Muallimeen
Imam ul Saayemeen
Imam ul Muzaffareen
Imam ul Naazireen
Imam ul Aalameen
Imam ul Mohtasibeen
Imam ul Mohtoofeen
Imam ul Shaheedeen
Imam ul Waariseen
Imam ul Mutaiyebeen
Imam ul Akmaleen
Imam ul Kazimeen
Imam ul Musabbiheen
Imam ul Mahshooqeen


Apny Haathon sy Kaisy Bhai Tum Noha Lyrics in Urdu & English Tejani Brothers

// No comments:
The complete noha Lyrics of Tejani Brothers Noha Apny Haathon sy Kaisy Bhai Tum. The noha lyrics (noha writeups) are written in urdu and english. Remember me in your prayers.

apny hathon sy noha lyrics tejani brothers


Apny Haathon sy Kaisy Bhai Tum Dafnao gy Noha Lyrics in English



Haaye Sajjad, Haaye Sakina
Haaye Sajjad, Haaye Sakina

Mujhko apne haatho(n) se, Kaise bhai tum, Dafnawoge
1. Is nanhi sakina ne, ghum kitne uthaaye
Gohar bhi chinay daman, Zalim ne jhalaye
Durre bhi lage mujhko, lagte the tamachay

Behaal mera lasha, Tumko na rulaaye
Mujhko apne haatho(n) se, Kaise bhayi tum, Dafnawoge


Apny Haathon Sy Kaisy Bhai Tum Dafnao Gy Noha Lyrics Tejani Brothers


2. Jis tarha mera baba, Haye bekafan hai
Jis tarha se zakhmo se, Choor uska badan hai
Is shaam ke zindaan mei, Waise mera tan hai
Ye baap aur beti ki, Taqdeer kathan hai
Mujhko apne haatho(n) se, Kaise bhai tum, Dafnawoge

3. Maloom hai dil gham se, Sailaab hai tumhara
Aankho(n) ne teri dekha, hai Shabbir ka lasha
Paband e rasan dekhe, jo zainab ko beparda
Jab dekhoge mujhko to, Phat jayega dil bhaiya
Mujhko apne haatho(n) se, Kaise bhayi tum, Dafnaoge

4. Ye khoon bhari aankhein ab, Deti hai gawahi
tum aal-e-payambar ke, Dekhe ho tabaahi
Beparda haram saare, Dekhi hai khudaayi
Qismat hai ye bas meri, Zindaan ki siyaahi
Mujhko apne haatho(n) se, Kaise bhayi tum, Dafnawoge






5. Ik behn ko dafnaane, Kis bhaayi ka dil hai
Har eik musibat se, Dil dard se Hamil hai
Kis tarha se hatho se, Ik qabr banegi
Haatho(n) mei jo hai larza, Aur bandhe salasil hai
Mujhko apne haatho(n) se, Kaise bhayi tum, Dafnaoge

6. Jab dada ali ghusl, Daadi ko de rahe the
Zakho(n) ko dekh kar tab, Haider bhi rorahe the
Zakhmo se badan saara, Mera bhi bhara hai
Is khasta badan ko tum, Dafnawoge kaise
Mujhko apne haatho(n) se, Kaise bhayi tum, Dafnawoge

7. Ati hai qaza meri, Leykin hai tamanna
Zindaan ke andhero mei, Jab mujhko sulaana
Ik chhota diya meri, Turbat pe jalaana
aur ehle haram ka yu, Tum banna sahara
Mujhko apne haatho(n) se, Kaise bhayi tum, Dafnaoge

8. Ab bhi hai Tejani ye, Sakina ki guzarish
Tum meri ziyarat ki, Har dam karo kohshish
Andheron mei soti hu, Hai khamoshi ki barish
Mei baba se tumhaari, Karwa dungi bakhshish
Mujhko apne haatho(n) se, Kaise bhayi tum, Dafnawoge


Apny Haathon sy Kaisy Bhai Tum Dafnao gy Noha Lyrics in Urdu


ہاے سجاد ہاے سکینہ
ہاے سجاد ہاے سکینہ

مجھ کو اپنے ہاتھوں سے کیسے بھای تم دفناو گے

اس ننھی سکینہ نے غم کتنے اٹھاے
گوہر بھی چھنے دامن ظالم نے جلاے
درے بھی لگے مجھ کو لگتے تھے تمانچے
بے حال میرا لاشہ تم کو نہ رلاے
مجھ کو اپنے ہاتھوں سے کیسے بھای تم دفناو گے


جس طرح میرا بابا ہاے بے کفن ہے
جس طرح سے زخموں سے چور اس کا بدن ہے
اس شام کے زندان میں ویسے میرا تن ہے
یہ باپ اور بیٹی کی تقدیر کٹھن ہے
مجھ کو اپنے ہاتھوں سے کیسے بھای تم دفناو گے

معلوم ہے دل غم سے سیلاب ہے تمھارا
آنکھوں نے تیری دیکھا ہے شبیر کا لاشہ
پابند رسن دیکھے زینب کو جو بے پردہ
جب دیکھو گے مجھ کو تو پھٹ جاے گا دل بھیا
مجھ کو اپنے ہاتھوں سے کیسے بھای تم دفناو گے

یہ خون بھری آنکھیں اب دیتی ہیں گواہی
تم آل پیمبر کی دیکھے ہو تباہی
بے پردہ حرم سارے دیکھی ہے خدائی
قسمت ہے یہ بس میری زندان کی سیاہی
مجھ کو اپنے ہاتھوں سے کیسے بھای تم دفناو گے


اک بہن کو دفنانے کس بھای کا دل ہے
ہر ایک مصیبت سے دل درد سے حامل ہے
کس طرح سے ہاتھوں سے اک قبر بنے گی
ہاتھوں میں جو ہے لرزہ اور بند سلاسل ہے
مجھ کو اپنے ہاتھوں سے کیسے بھای تم دفناو گے

جب دادا علی غسل دادی کو دے رہے تھے
زخموں کو دیکھ کر تب حیدر بھی رو رہے تھے
زخموں سے بدن سارا میرا بھی بھرا ہے
اس خستہ بدن کو تم دفناو گے کیسے
مجھ کو اپنے ہاتھوں سے کیسے بھای تم دفناو گے

آتی ہے قضا میری لیکن ہے تمنا
زندان کے اندھیروں میں جب مجھ کو سلانا
اک چھوٹا دیا میری تربت پہ جلانا
اور اہل حرم کا یوں تم بننا سہارا
مجھ کو اپنے ہاتھوں سے کیسے بھای تم دفناو گے


اب بھی ہے یہ تیجانی سکینہ کی گزارش
تم میری زیارت کی ہر دم کرو کوشش
اندھیروں میں سوتی ہوں ہے خاموشی کی بارش
میں بابا سے تمھاری کروا دوں گی بخشش
مجھ کو اپنے ہاتھوں سے کیسے بھای تم دفناو گے

Why do we always keep saying and calling out "Ya Ali"?

// No comments:
Ali is the gem that is unlike any other.
Ameer-ul-Momineen, wa
Syed-ul-Wasiyeen, wa
Imam-ul-Muttaqeen, wa
Imam-ul-Muslimeen, wa
Ammer-ul-Momineen, wa
Asadullah-al-Ghalib, wa
Ali Ibn Abi Talib
is the truly unique person in history who has been able to combine and bring together all these antithetical qualities in the same human being.

La Ilaha Ill Allah Lyrics Shadman Raza

Why is Ali Ibn Abi Talib so special?


Because He is the first to submit to Allah. Ali Ibn Abi Talib was the first t
o come to Rasool Allah whenever he needed help. He was always the first to respond
to Rasool Allah.
Ameer ul Momineen was always the first to stand in the battlefield while all others were fleeing for their lives. Ali Ibn Abi Talib is the great man whose name we will call for our entire lives.

On Our Way Lyrics Tejani Brothers

When you want to get up, you say 'Ya Ali!'

When you want to sit down, you say 'Ya Ali!'

When you want to climb a bunch of stairs, you say 'Ya Ali!'

When you want to help your kids ride a bicycle you teach them to say 'Ya Ali!'

When your mother is giving birth to you at the hospital, she calls out 'Ya Ali!'

WHY???

Ba Taha Ba Yasin Lyrics English Imam Mahdi Nasheed

Because Rasool Allah always called out Ya Ali! Ya Ali! Ya Ali!
The Wasi of Rasool Allah.
So shouldn't we call a person for help whom Rasool Allah himself has called.

Credits: Tejani Brothers